রবিবার, ৬ সেপ্টেম্বর, ২০২০

Hazrat Umar (RA) ki Khilafat:

Amirul momenin Hazrat Umar Faruq (RA) ki Khilafatঃ  Hazrat Umar Faruq (RA) ko Hazrat Abu Bakar Siddiq (RA) ne Khalifa banaya aur tamam Sahaba ki ikhtiyar me Hazrat Umar (RA) ki Bayat wa itat ki aur unhe Amirul Momenin ki Lakab se Nawajah. Hazrat ibne Abbas (RA) ne Farmate he ke Logo ne Hazrat Abu Bakar

(RA) se Pucha Ap jab Allah se Mulakat karenge to Allah ko kya jawab denge ke Apne Umar (RA) ko Sakhti mejaj ke bawajud hum per khalifa Mukerrer ker diya? Abu Bakar Siddiq (RA) ne Farmaya: Me Allah se kahunga ya Allah! Maine tere bando mese sabse behtarin ko khalifa banaya.

Hazrat Abu Bakar (RA) ne apne bad Hazrat Umar (RA) ko khalifa Nawajne se pehle Apne Ahle hal wa digar Sahaba se Umar (RA) ke Mutalik Mashwarah bhee Liya. Hazrat Abdur Rahman bin Aauf (RA) se Mashwarah kiya to unhone kaha: Umar (RA) Apki Raye se bhee Jyadah behtar he. Lekin unke Mijaj me Sakhti he. Tab Hazrat Abu Bakar (RA) ne Farmaya woh isliye tha ke me Naram tha. Jab woh Khilafat ka bhar uthayenge to Sab Sakhti door ho Jayegi.
[Kitab: Tarikhe Tabri, Huzoor Gause Ajam Hazrat Shayekh Abdul Qadir Jilani (RA) ki Likhi huwi Mashhur kitab Guniyatut Talebin]

কোন মন্তব্য নেই:

একটি মন্তব্য পোস্ট করুন

Featured post

Hazrat Noorul Aen Ki Shadi, Aulad Aur Sajjadanashin Janashine Makhdoom Ashraf

  Jab Syed Ashraf Jahangir Simnani (R.A) Syed Abdur Razzaq Noorul Ain (R.A) ki Zahir o Batini Tarbiyat farma chuke aur unhain uloom o funoon...