Radde Shia(Roman Urdu) লেবেলটি সহ পোস্টগুলি দেখানো হচ্ছে৷ সকল পোস্ট দেখান
Radde Shia(Roman Urdu) লেবেলটি সহ পোস্টগুলি দেখানো হচ্ছে৷ সকল পোস্ট দেখান

বুধবার, ৯ সেপ্টেম্বর, ২০২০

Hazrat Moula Ali (RA) ki Khilafat

Hazrat Ali (RA) ki Khilafat aur Jange Jamal aur Jange Siffin aur Sahaba ka martabaঃ Amirul Momenin Hazrat Ali (RA) ki khilafat bhee shura muhazerin wa Ansaar ke Marzi se payi. Jaise ke Hazrat ibne Bat-ha (RA) Hazrat Ali (RA) ki Bete (Sahebjada) Hazrat Mohammad bin Hanafiya (RA) se Rewayat karte he ke me Hazrat Ali (RA) ke pass tha Jab Hazrat Usman (RA) Mahsoor the Dare Asha Ek Admi Ap ke pass aker kehta he Aysa Lagta he ke Ameerul Momenin ko Abhee Qatl ker diya jayega ye sunte he Hazrat Ali (RA) uth ler Khade hua aur Jab uthe to me ne unki Kamar ko Pakar Liya. Kew ki Mujhe ye khauf tha ke mere Walid Hazrat Ali (RA) bhee na Mar Jaye. Phir Hazrat Ali (RA) ne Kaha Mujhe chordo. Farmate he phir Hazrat Ali (RA) Hazrat Usman (RA) ke ghar Pohnche to Usman (RA) Qatal kiye

রবিবার, ৬ সেপ্টেম্বর, ২০২০

Hazrat Umar (RA) ki Khilafat:

Amirul momenin Hazrat Umar Faruq (RA) ki Khilafatঃ  Hazrat Umar Faruq (RA) ko Hazrat Abu Bakar Siddiq (RA) ne Khalifa banaya aur tamam Sahaba ki ikhtiyar me Hazrat Umar (RA) ki Bayat wa itat ki aur unhe Amirul Momenin ki Lakab se Nawajah. Hazrat ibne Abbas (RA) ne Farmate he ke Logo ne Hazrat Abu Bakar

Khulafaye Rashedin ki Khilafatঃ

Khilafat-E-Rashidahঃ- Khulafa E  Rashedin ki Khilafat Tamam sahaba ke ikhtiyar, Marji se thi. Khulafa Rashedin me se her her Ek Khalifa ko apne apne Jamane me Dusre Sahaba per marji aur ikhtiyar hasil thi. Yani Muhajerin wa Ansaar ke faisle se khalifa bane. Khilafat Nahi Talwaar ke jorse, Nahi jabardasti se aur Nahi kisi ne Apne se Afzal se Khilafat Chunhi. Hazrat Abu Bakar Siddiq (RA) Ki Khilafat Muhajerin wa Ansaar ke Marzi aur unke Faisle se payi thi. Kew ki Jab Nabi ( صلى الله عليه وسلم) Wafat pa Gaye to Ansar ke Sardar ne khare ho ker Kaha ke

সোমবার, ৩১ আগস্ট, ২০২০

Sahaba Ekram ki Fazilat

🌷Ummate Mohammadi Ki Fazilatঃ🌷 Ahle Sunnat Ka Aqidah he ke Mohammad (صلى الله عليه وسلم) ki Ummat Tamam Qawme Alam me se behtarin Ummat he. Aur unme bhee sabse Afzal woh Sahaba he jinhone Ap (صلى الله عليه وسلم) ko dekha Ap per iman Laye Ap ki Tasdeek ki, Bayat ki, Farma bardari ki, Ap ke sath milket jihad kiya, Ap per Apna maal wa jaan Qurban kiya, Apki izzat aur Madad ki, Phir Sahaba me se bhee Sabse Afzal Hudaybiya wale Sahaba he, Jinhone Apse Bayat ki, Aur Takriban 1400 the.
Phir Unme Afzal

মঙ্গলবার, ২৫ আগস্ট, ২০২০

Allama iqbal ki Shayari:

Na ishqe Hussain Na jauke ibadat,

Gafil Tu samajh baitha he Gum ko ibadat.

Hai isq Apne jaan se jyada Aale Nabi se. 

Yu Saare A'am hum Tamasha Nahi karte.

Kehdo Gaame Hussain Manane Walo se,

Momin kabhi Shohada Ka Matam Nahi karte. 

Matam wo kare jo Munkir hai hayate Shohada ka,

Hum Jindah wo Jawed ka Matam nahi karte.

Featured post

Hazrat Noorul Aen Ki Shadi, Aulad Aur Sajjadanashin Janashine Makhdoom Ashraf

  Jab Syed Ashraf Jahangir Simnani (R.A) Syed Abdur Razzaq Noorul Ain (R.A) ki Zahir o Batini Tarbiyat farma chuke aur unhain uloom o funoon...